Kesariya

Song Created By @Zayyab With AI Singing

音乐音频

Cover
Kesariya
created by Zayyab
Cover
Kesariya
created by Zayyab

音乐详情

歌词文本

Kesariya Tera Ishq Hai Piya Oh, dear, the color of your love is saffron. Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun If I touch it, I become colored. Din Beete Sara Teri Fiqr Mein My entire day is spent worrying about you. Rain Saari Teri Khair Manaoon And I pray for your well-being all night. Kesariya Tera Ishq Hai Piya Oh, dear, saffron is the color of your love. Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun I become colorful if I touch it. Din Beete Sara Teri Fiqr Mein

音乐风格描述

Bollywood song with soft voice

歌词语言

Hindi

Emotional Analysis

The lyrics evoke a deep sense of love and longing, featuring imagery that suggests devotion and a desire for connection. The use of saffron as a metaphor for love adds warmth and positivity to the expression of feelings.

Application Scenarios

This song could be used in romantic films, wedding celebrations, or intimate settings where themes of love and affection are central. It might also be featured in dance performances or musical acts that emphasize romance.

Technical Analysis

The song employs a simple yet effective lyrical structure, repeated phrases for emphasis, and a melodic line that is likely to be soft and soothing, allowing for the emotional weight of the lyrics to shine through. Instrumentation likely includes gentle string arrangements or light percussion typical of Bollywood ballads.

相关音乐 更多风格的音乐

Dekha na ho-Manas-AI-singing
Dekha na ho

(Instrumental intro) Tumhein dekhta rahu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta rahu shaamo subha Jaise kisine kbhi Socha na ho Khamoshiya hai, baaton me sukoon nhi Raaton ko neend hai na din me chain nhi (Drop) Jaane najaane kesi ye madhoshi hai Hosh se zyada achi ye behoshi hai (Instrumental) Kehne ko sath yeh saara jahaan hai Pr tu hai jo, na jaane kahan hai. Kehte hai jisko chaho wo milta hai Par tu to jannat ka koi farishta hai… (Drop) milna naseeb me hai bhi ya nhi Jaanu na mai kbhi ye hoga bhi ya nhi. (Instrumental drop) Rahon pe milte chehre lakhon haseen hai Tumsa na dekha maine mujhko yakeen hai Dil ki ye Chahat jese dard or hakeem hai Teri ye chahat jese asmaa zameen hai.. aasmaan zameen hai.. (Outro) Tumhein dekhta rahu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta rahu shaamoo subha Jaise kisine kbhi Socha na ho….

Dekha na ho-Manas-AI-singing
Dekha na ho

(Instrumental intro) Tumhein dekhta rhu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta hu shaamo subha Jaise kisine kbhi Socha na ho Khamoshiya hai, baaton me sukoon nhi Raaton ko neend hai na din me chain nhi (Drop) Jaane najaane kesi ye madhoshi hai Hosh se zyada achi ye behoshi hai (Instrumental) Kehne ko sath yeh saara jahaan hai Pr tu hai jo, na jaane kahan hai. Kehte hai jisko chaho wo milta hai Par tu to jannat ka koi farishta hai… (Drop) milna naseeb me hai bhi ya nhi Jaanu na mai kbhi ye hoga bhi ya nhi. (Instrumental drop) Rahon pe milte chehre lakhon haseen hai Tumsa na dekha maine mujhko yakeen hai Dil ki ye Chahat jese dard or hakeem hai Teri ye chahat jese asmaa zameen hai.. aasmaan zameen hai.. (Outro) Tumhein dekhta rhu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta hu shaamoo subha Jaise kisine kbhi Socha na ho….

Dekha na ho-Manas-AI-singing
Dekha na ho

(Instrumental intro) Tumhein dekhta rhu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta hu shaamo subha Jaise kisne kbhi Socha na ho Khamoshiya hai, baaton me sukoon nhi Raaton ko neend hai na din me chain nhi (Drop) Jaane najaane kesi ye madhoshi hai Hosh se zyada achi ye behoshi hai (Instrumental) Kehne ko sath yeh saara jahaan hai Pr tu hai jo, na jaane kahabn hai. Kehte hai jisko chaho wo milta hai Par tu to jannat ka koi farishta hai… (Drop) milna naseeb me hai bhi ya nhi Jaanu na mai kbhi ye hoga bhi ya nhi. (Instrumental drop) Rahon pe milte chehre lakhon haseen hai Tumsa na dekha maine mujhko yakeen hai Dil ki ye Chahat jese dard or hakeem hai Teri ye chahat jese asmaa zameen hai.. aasmaan zameen hai.. (Outro) Tumhein dekhta rhu mai iss tarah Jaise kisine kbhi dekha na ho … Tumhein sochta hu shaamoo subha Jaise kisne kbhi Socha na ho….

Tadap-Manas-AI-singing
Tadap

(intro instrumental) Humm jo kahe gey tumhein Ke hummm ko tummmm se pyaar hai Vaada kro tum sunogi mujhe Yeh Kehne ko dil bekraar hai…. Jaane na hum nasha yeh tera yun humpe kyun sawaaar hai Dekhu jaha bhi dikho tum wahi Ada ye tumhari kamaal hai (Break instrumental) Aashiq yuhi tadapte hai jaaan Zalim zamane ke yaar hai Aahein yuhi tum sunogi meri Tadapne ko hum bekraar hai... (break instrumental drop) Shaayar hazaaron hoge yahaan Hazaaron me Ash tera yaar hai Ek baar humko wo aakar kaho Jo sunne ko dil bekraar hai. (outro with instrumental) Humm jo kahe gey tumhein Ke hummm ko tummmm se pyaar hai Vaada karo tum sunogi mujhe Yeh Kehne ko dil bekraar hai…. ye kehne ko dilll bekraar hai...

aashiq-Manas-AI-singing
aashiq

Humm jo kahe gey tumhein Ke hummm ko tummmm se pyaar hai Vaada kro tum sunogi mujhe Yeh Kehne ko dil bekraar hai…. Jaane na hum nasha yeh tera yunn humpe kyun sawaaar hai Dekhu jaha bhi dikho tum wahi Ada ye bhi tumhari kamaal hai Break instrumental Aashiq yuhein tadapte hai jaaan Zaalim zamane ke yaar hai Aahein yunhi tum sunogi meri Tadapne ko hum bekraar hai... Shayar hazaaron hoge yahaan Hazaaron me Ash tera yaar hai Ek baar humko wo aakar kaho Jo sunne ko dil bekraar hai. Humm jo kahee geyy tumhein Ke hummm ko tummmm se pyaar hai Vaada karo tum sunogi mujhe Yeh Kehne ko dil bekraar hai…. ye kehne ko dilll bekraar hai...

Dil Ka Safar-Sushant-AI-singing
Dil Ka Safar

[Verse] Baitha kinare khuda ke sahare In aankhon mein dikhta jahan Firse jo yadon ke saath mein kaate In lamhon se pyar badha [Verse 2] Tere bina main bekaar sa rahi Din bhi lage andhera sa Khushbu teri jaha mein basi Saans le tujhse mulaqat ka [Chorus] Ki tu hi hai wajah Bitches No drama Dil ki gehraiyon mein Tu mera kama Raaton ko bhi tu soti meri baahon mein Sapno mein bhi ab tere hi sahare [Verse 3] Aasman pe likh diya tera naam Taare bhi gaye teri hi chaal Samundar bhi pareshan teri ada pe Pyar ke is pal mein hua kamaal [Verse 4] Dhoondta hoon tujhe har mod pe Tere saath ho jaye jo chalna Duniya se le chalo jahan koi na ho Tu aur main Saath mein khilna [Chorus] Ki tu hi hai wajah Bitches No drama Dil ki gehraiyon mein Tu mera kama Raaton ko bhi tu soti meri baahon mein Sapno mein bhi ab tere hi sahare

Kesariya-Zayyab-AI-singing
Kesariya

Kesariya Tera Ishq Hai Piya Oh, dear, the color of your love is saffron. Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun If I touch it, I become colored. Din Beete Sara Teri Fiqr Mein My entire day is spent worrying about you. Rain Saari Teri Khair Manaoon And I pray for your well-being all night. Kesariya Tera Ishq Hai Piya Oh, dear, saffron is the color of your love. Rang Jaaun Jo Main Haath Lagaaun I become colorful if I touch it. Din Beete Sara Teri Fiqr Mein

Dadad-Sarthak-AI-singing
Dadad

Zindagi ka rang tha wo, jo har mod pe badalta, Kabhi dhoop si tapti rahe, kabhi chhaya banke chhalakta. Khamoshi ke palon mein, ek geet ban ke chhup jaye, Aur bheege mausam mein, ek raag sa chhed jaye. Wo jo ruk ke chalta tha, raahon ka humsafar tha, Kabhi gum ka saathi tha, kabhi khushi ka safar tha. Har pal mein ek kahani, ek raaz chhupa ke gaya, Zindagi ka rang tha wo, jo har dil mein bas gaya. Kabhi tufan ke beech tha, kabhi shaant dariya sa, Sapno ke uttar mein, ek khud se sawal tha. Woh jeevan ke har kone mein, apne nishan chhodta, Aur waqt ke har tukde ko, ek jeevan sa todta. Wo jo ruk ke chalta tha, raahon ka humsafar tha, Kabhi gum ka saathi tha, kabhi khushi ka safar tha. Har pal mein ek kahani, ek raaz chhupa ke gaya, Zindagi ka rang tha wo, jo har dil mein bas gaya. Kabhi khud se ladta tha, kabhi khud ko samajhta tha, Aur apni muskaan ke peeche, ek asmaan bunta tha. Har aansoon ko rang deta, ek tasveer si banata, Aur har tootte khwab ko, ek nayi zubaan sunata. Zindagi ka rang tha wo, jo har pal naya lagta, Kabhi door se dekho to, ek sapna sa dikhta. Na jaane kahan khatam tha, na jaane kahan shuru, Wo jo tha, bas zindagi tha, ek behtareen guru.

Dil Ki Baat-Tirupati-AI-singing
Dil Ki Baat

[Verse] Aansoon jo chhupaye the woh pal mein khille hain Dil ki baat jo kehni thi aaj woh milte hain [Verse 2] Raat bhar ten yaadon mein men duniya thì roshan Par khud se juda ho.ke mujhe lagta tha boshan [Chorus] Tere bin beete din woh kaise the hum kya jane Aankhon se keh diya jo baaton se hum kahin [Verse 3] Tanhaayi ki raatein bhi sang teri guzar gayee Khamoshi ko jo sun liya yeh baat ban gayee [Bridge] Jo sapne sje the unka sawera aya hai Dil ki baat kahi jo teri muskurahat laayi hai [Verse 4] Sitaron se bhar diya humne apna yeh aangan Par pyaar ke bina sab kuchh tha adhoora anjan

Insjwjj-Yuri-AI-singing
Insjwjj

Chup si hai baatein, raaton ke kaghaz pe, Likhi hai yaadein, chandni ke saaz pe. Dil ka safar hai, khwabon ka shehar hai, Par tu kahaan hai, tu kahaan hai? Mitti ke rangon mein tera ehsaas hai, Hawaon ke geet mein tera hi raaz hai. Aankhein bandh karun toh dikh jaye tu, Par haath badhane pe door ho kyun? Tera intezaar, meri zindagi ka fasana, Tera pyaar, ek adhoora afsana. Mere khwabon ka savera tu hi toh hai, Meri raaton ka andhera bhi tu hi toh hai. Tera nasha hai, jo khoon mein beh raha, Tera zikr hai, jo har saans keh raha. Zameen se aasman tak hai tera noor, Par mere aas-paas hai sirf ek door. Main ek aansoon hoon jo beh na saka, Ek shikayat hoon jo keh na saka. Tera naam hai jo sanson mein basa, Par meri duniya mein tu ab tak gumshuda. Kaise samjhaoon, yeh dil bekarar hai, Har ek pal mein tera intezaar hai. Chaand se poochha, tujhe dekha kahaan? Usne kaha, tu hai meri duaon ka samaan. Tera intezaar, meri zindagi ka fasana, Tera pyaar, ek adhoora afsana. Mere khwabon ka savera tu hi toh hai, Meri raaton ka andhera bhi tu hi toh hai. Tujhse milne ki tamanna hai ab tak, Dil ke kone mein ek diya hai ab tak. Jab tak na milega tera saath mujhe, Yeh zindagi rahegi adhoori ab tak.

வவலழவ-Surendhar-AI-singing
வவலழவ

ஒரு நாள் ஒரு கனவு ஒங் கூட நடக்கும் பொழுது அடடா... நிலவு நம்மோடு வருது